Zarra baat sunnaiN please ..

aap kay paas 100 ruppay ka khulla hoga ? :blush:
Rickshaw walay ko 27 ruppay day kar farigh karna hay
Mairay pass sirf VISA card hay - rickshaw wala keh raha hay kay woo VISA card accept nahi karta - Sirf AMEX ya Diners Club laita hay :bummer:

:chai:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

ghereeeb log
:cb:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

mai thoray bhut paisay nahi rakhta:snooty:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

Rupz: Jiss kay paas bhee Visa (Credit Card) hey, Aaj kal sabb ghareeb heiN :frowning:

JB: :cb:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

aray aap ka avatar dekh ke to lagta hai ke aap gadha gaari ke maalik hain
aap ko rickshaw ki kia zaroorat, jab apni sawari mojood ho

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

:wave:

kiu u bhi ghereeb ho gye kia???:bummer:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

painsay na sahi rupey to rekhtey hon gey

:halo:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

rupaye bhi nahi rakhta;)

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

kuch rekhtey bhi hein k nhee
:smack:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

:wave:
bari achi rOmAn uRdu boll leti heiN aaP. :smiley:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

dollar pound riyal ki baat karo mujh se;)

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

shokhi na marein
:smilestar:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

:konfused:

yeh izzet thi kia:blush:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

U ko pata hona chahiyay. I ko kaesay pata hoga :smiley:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

:bailan:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

issi kay jawab meiN hamney apnay Ismilie Sahib ko hire kiya hay: :smilestar:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

zor sey lagti hey:teary2:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

Chalein, kabhi kabhi lagni chahiyay :D

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

:mad:
aisee ki tessi u ki
:smiley:

Re: Zarra baat sunnaiN please ..

:smack:i meant u= ap ki:blush: