Zarorat ho na ho us se bhala kia faraq parta hai,
Jinhen ho mangana wo hasab e aadat mang lete hain…!!
Re: Zarorat ho na ho us se bhala kia faraq parta hai,
:k:
aap ne pados wali aunty yaad dila di jin ke ghar main kabhi patti nahin hoti, kabhi timatar aur kabhi oil. ![]()
Re: Zarorat ho na ho us se bhala kia faraq parta hai,
Insan waise bhi mangta he rehta hai rub se
parosi ka haq hota hai ![]()