zarorat badal gai...

Badla Jo Waqt Gehri Rafaqqat badal gayi


suraj dhala tou saaye ki surat badal gayi


** ik umr tak mein uski Zaroorat bana raha**


** Phir yun Hua k uski Zaroorat badal gayi**

Re: zarorat badal gai...

Badla Jo Waqt Gehri Rafaqqat badal gayi

suraj dhala tou saaye ki surat badal gayi

waah!

Re: zarorat badal gai...

ik umr tak mein uski Zaroorat bana raha
Phir yun Hua k uski Zaroorat badal gayi


bohat khoob and very true..

Wah Badla Ju Waqt.................:)

Badla Ju Waqt Tu Sharafat Badal Gaiee
Bush Key Khabasat Say Moeeshat Dahal Gaiee

One more from my side

Badla Ju Waqt Tu Fasanay Badal Gaiy
Sitam Garoun Kay Nishanaay Badal Gaiy

Re: zarorat badal gai...

It is fact S...

bahot hi khuub Safia baji

:-(...

Re: zarorat badal gai...

nice sharing :)

Re: zarorat badal gai...

Yeh ro hamesha hota hai ! btw nice sharing !