Shikasta lakh hoo niya kisi kee
Nahi soonata magar darya kisi kee
Zaroori koyoon hai zakhma e bewafi
Guzartee koyoon nahi tanha kisi kee
Shikasta lakh hoo niya kisi kee
Nahi soonata magar darya kisi kee
Zaroori koyoon hai zakhma e bewafi
Guzartee koyoon nahi tanha kisi kee
Duain main nay hi mangi thein rut badal'nay ki
Faraz~ mera nashyman hi gulsitaan main na tha
Mangnay say gar milta tu kiya baat thee
Hum nay Khuda say tum kis kis taraha nahi manga
By Dilsay
Yeh fasla jo parra hay meray guman main na tha
Keh aab ki baar zamana bhi darmyan main na tha
Hum ya sooch kar apni kismat ko rootay hay
Ka aab ka koyee behi apnay darmiyan na tha
By Dilsay
Ho chala tha mujh to ikhtelaaf apnay say
Tu nay kiss gharri Zalim meri humna'waii ki
Mujaya pata hai tumahain dewangee nahi pasand
Baas ya he ak wajaha hai hamarai judai kee
** by Dilsay**
Dukh howa jab uss dar par kal Faraz~ ko daikha
Laakh ayb thay uss main, khu na thi gadaii ki
Kisi ko ghar say nikaltay hee mil gayee manzail
Koyee hamari taraha umer bhar safar main raha
Her eik jissm ghayl, her eik roH piyassi
Nigahon main uljhn, dilon main udassi
Yeh dunia hay, yaa aalm e badhawassi
Yeh dunia aghar mil bhi jay to kia hay?
Jism ke baat nahi thee un kay dil tak jana tha
Lambi doori tay karnay main waqat tu lagta hai
Alm naseeb koi iss say barrh kay kia hoga
Jo apna ghar bhi jala day to roshni na milay
Sham hotay he boojaha dayta hoon charaghoon ko
Dil he kafi hai tari yaad main jalnay kay liya
Kahein qaraar na ho our kahein khushi na milay
Humaray baad kisi ko bhi zindagi na milay
Mari zindagi kay malik maray dil par hath rakh day
Taray anay ke khushi main mara dum nikal na jaya
Sharma kay yun na daikh ada kay maqam say
Ab baat barrh chukii hay ** Hayaa** kay maqam say
Dunia ko bhool kar meri banhon main jhool ja
Awaz day raha hon wafa kay maqam say
Re: Zaroori koyoon hai
kiya baat hai Dilsay aur Azad, dhara dhur shyair ughal rahey hain, :halo: ![]()
beautiful Dilsay, :k::k:![]()
Re: Re: Zaroori koyoon hai
aaray khuch nahi sudaii jee
Uss nay jab kaha mujh say, eik gheet suna do na
Saard hay fiza dil ki… Aag tum laga do na
See kay lub aur qaimat see utha dee jaya
Rah kay kashamoosh dhoom macha dee jaya