Humein yeh elaan kartay hue behad khushi hai keh ab hum aur hamari hukumat phir ek baar mustehkam ho chuki hai. ![]()
Jo log soch rahe hain keh hum kis baray mein baat kar rahe hain to Hum yaad dilatay chalein keh kis tarha humein kaid kar dia gea tha:teary1: magar phir ek baar fatah hamesha ke tarha hamari hui aur hum phir say ek azaad parindah hain:shikra:.
Hum apni saltanat ki bhaag doR phir say sambhaltay hain.![]()
Humein aisay kabil aur samajhdar noujwanoon ke talash hai jinhein hum **Wazir-e Azam **,Wazir-e-Difa , Wazir-e Daftar ke ohdoon par faiz kar sakein
Yeh saltanat hamari hai aur hum is ke:jhanda:.Is mulk ko aap ke zaroorat hai
sab kaneezein kahan hain aaj?![]()