Zaroori Baat
Zara thehro
Ke tum say ik zaroori baat karni hai
Idher Aao
Ke rastay may khaRay hona hamen acha nahi lagta
Yahan Aao
Ke baten to hamesha ham tassalli say hi kartay hain
Hamen is tarah mat daykho
Nahin to ham tumharay samnay kuch keh na paiin gay
Han, to bas baat itni hai
Chalo choRo…
Kabhi moqa mila to phir bataiin gay…