Mera Bakra Jawaan hogaya hai aur Mashallah Naukri per bhi laag gaya hai …Naam hai Janoo !
…Mein is ke liye susheel aur sughar Bakri dhoondrahi hoon jo achay khatay peethay gharaanay se taluq rakthi ho…haan hum jehaaiz kafi maangain ge akhir hamara ek loutha bakra hai
***