Re: Zardari kii VASIYAT!
**hahaha…kiuN bhai? aisaa kia ho gayaa? ohhh achchhaa, rozaa hogaa
chaleN koi baat nahiiN, hamaare liye du’aa hii kar deN
jazaak Allaho Khair ![]()
**
**aaaaaaaaaaawwwwwwww…haN saHeeH kahaa k bhale kamina hii kiuN na ho magar hai to leader…magar is taraH to qaum Gham o Ghusse kii Haalat meN hotii hai to unkii dil-jooii ke liye aise lateefe banaaye jaate haiN aur ek lateefa aisaa hii maiN ne bhii banaa kar lateefoN go logoN ke saath naam likhvaa liyaa ![]()
agar aasaaniyaan hoN zindagii dushwaar ho jaaye
agar is she’r pe 'amal kiyaa jaaye to Zardari et’el Theek hii haiN :)**