**Zardari kii vasiiyat hai k use diaper meN dafan kiyaa jaaye…
Bilawal ne poochha Daddy why?
Zardari bole: beTaa qabr meN farishte dekh kar ****PEE PEE PEE [PPP] leader kii pee-pee (PP) [pishaab] to nikal hii jaayegaa na!!!
****
**
![]()
![]()
**Zardari kii vasiiyat hai k use diaper meN dafan kiyaa jaaye…
Bilawal ne poochha Daddy why?
Zardari bole: beTaa qabr meN farishte dekh kar ****PEE PEE PEE [PPP] leader kii pee-pee (PP) [pishaab] to nikal hii jaayegaa na!!!
****
**
![]()
![]()
Re: Zardari kii VASIYAT!
that.just.wasn’t.funny
:S try again?
Re: Zardari kii VASIYAT!
lol ![]()
Re: Zardari kii VASIYAT!
ab ek baar hii lolaaye aur phir maathaa pachchii kar Daalaa
kahiiN tum PPP supporter to nahiiN? hehe
![]()
Re: Zardari kii VASIYAT!
hahaha if i was tou is waqt tumhare ghar ka pata kiya ja raha hota. ![]()
Re: Zardari kii VASIYAT!
hahahaha…agar aisa hai to mujeh bhi apni vasiyat kar lenii chaahiye
vaise, mujhe maarne waalaa aaj tak koi paidaa nahiiN huaa kiuN k jiskaa moHaafiz Allah use maar sake na koye! ![]()
Re: Zardari kii VASIYAT!
lol yeah.
yeah true “jako rakhe saayian, maar sake na koi”
Re: Zardari kii VASIYAT!
**wowwwwwww!!! you ko to Kabir Dass kaa dohaa bhii yaad hai ![]()
honii to ho ke rahe, anhonii na hoye
jaa ko raakhe saaiNyaaN, maar sake na koye!!!**** :)**
Re: Zardari kii VASIYAT!
her achi cheez yaad hai.
Re: Zardari kii VASIYAT!
**waah…good for you…High School kii koii classmate yaad hai? ![]()
i LOVE Hindi ke dohe…they are so nice. :)**
Re: Zardari kii VASIYAT!
haan sab yaad hain.
Re: Zardari kii VASIYAT!
hahahaha. what? ROFL ur so cute
Re: Zardari kii VASIYAT!
merii class emN ek kashmiiran thii … chai sab larkoN se pee magar shaadii Professor saab se kar lii…kia waqa’ii Kahmiri be-vafaa hote haiN jaisa k moHaavarah hai k KashmiriyoN kaa Khoon safed hotaa hai…[of course, it’s just a phrase] ![]()
Re: Zardari kii VASIYAT!
^hehe cuteeee. apey se bhi chai pe?
Re: Zardari kii VASIYAT!
lol us ne bas ulloun ko waqayi ullo banaya. haha ![]()
Re: Zardari kii VASIYAT!
me ko ulloo kah rahe ho miyaaN?
mujh amriikan ulloo ko bhii us ne desii ulloo banaa diyaa…mujh se to chai bhii pee aur cake bhii khaayaa
hehe ![]()
Re: Zardari kii VASIYAT!
haw u ne me ko bataya hi nahi ke u ne bhi chai pee thi us se. warna maine ullo ka khitaaab waapis le lena tha. chalo i’ll take it back now. ![]()
waise khoobsoorat thi jo sab chai pilatey rahe?
Re: Zardari kii VASIYAT!
**ab Kashmiran thii to zaahir hai k Haseen o jameel hii thii
Kashmir kii kali thii ![]()
nahiiN maiN en usse chai nahiiN pii…us ne mujh se pee aur vo bhi rozaana :)**
Re: Zardari kii VASIYAT!
youn kaho ke apni rangat ki waja se baazi le gayi thi (aur shayad khado khaal/nain naqsh)…warna saari kashmiri larkiyan haseen nahi hain.
bil tou tumne hi pay kiya na.
Re: Zardari kii VASIYAT!
maiN ne to jitni kashmiran dekhiiN mA sabhii Haseen o jameel thiiN
bhai pay bhi kiyaa aur ulloo bhi banaa…magar a proud ulloo…unkaa saath rahaa yehii kia kam thaa ![]()