Re: Zardari kii VASIYAT!
aaaaaawwwww…sholly k u kii taba’-e-naazuk pe baar-e-giraaN guzraa yeh joke…vaise, PPP ke Hawaale se thaa yeh joke…Khair, pasand apnii apnii Khayaal apnaa apnaa…hai na?
thankoo ![]()
**
janaab, maiN to Khalil KhaN FaaKhta huN jiskaa matlab hii yehii hotaa hai k 'good for nothing!" :D**