Aap kaa naam tau hai Kaleem, Biwi kaa naam hai Naseem
BeTi kaa naam Piyaar maiN Baad-e-Naseem rakh diyaa
BeTay kaa naam rakhtaY waqt kuch bhee naa sochaa aap naY
Jaldi maiN iss kaa naam kiouN “ZARB-e-Kaleem” rakh diyaa ![]()
Zia-ul-Haq Qasmi ![]()

Re: ‘Zarb-e-Kaleem’
not me:cb:
Zia-ul-Haq Qasmi Marhoom saY poochiye, iss kaY baaraY maiN ![]()
Re: ‘Zarb-e-Kaleem’
hasna zaroori hai?![]()
Re: 'Zarb-e-Kaleem'
^ jinn kee samajh maiN "maa'rfat" kee baataiN aa gayee haiN, woh tau haNs diye haiN :p
Re: ‘Zarb-e-Kaleem’
![]()
Re: ‘Zarb-e-Kaleem’
maa’rfat bolay tu?![]()
Re: ‘Zarb-e-Kaleem’
maarfut ki baat next day samajh aati kuch logon ko ![]()
Re: ‘Zarb-e-Kaleem’
khi khi khi khi khi khi muhhahahahahaha:D
Re: ‘Zarb-e-Kaleem’
damn i wish i cud understand..![]()
Re: ‘Zarb-e-Kaleem’
![]()
Re: 'Zarb-e-Kaleem'
hahahaha
nice sharing AQ bhaaaa
Re: 'Zarb-e-Kaleem'
^
:D
kia baat hay ji, Allama Iqbal ne aap k baarey mein hi "Zarb-e-Qaleem" mein kaha tha:
ataa ho khas-o--khashak-e-Asia mujh ko
ke mere sholay mein hai sarkashi-o-beybaaki