zaraah dil ka haal sunoo....

bheegi se eik raat yeh lay ayi kia saath yeh
dharkanain jo humain kahnay lagi hain
khmoshi kai darmian kab chahi thee baat yeh
dharkanain jo humain kahnay lagi hain
na kaho na suno ,khamoshi guftgu hoonay lagi hai
taberain lay aoon main, tum sapnay day doo mujhay
aisa kiya hai itnay kiun achay lagtay hoo mujhay
tum hee jeven ke arzoo
tum hee jeven ke arzoo
na kaho na suno, khamoshi guftgu hoonay lagi hai
zindagi khwab main khoonay lagi hai
har ahat pai dharkay dil, karwat karwat raat bharr
charoon oorr chehra tera yun sapnoon kai deep jalay
sapnay hain apny pyar kai
sapnay hain apny pyar kai
na kaho na suno, khamoshi guftgu hoonay lagi hai
zindagi khwab main khoonay lagi hai
bheegi se eik raat yeh lay ayi kia saath yeh
dharkanain jo humain kahnay lagi hain
khmoshi kai darmian kab chahi thee yeh baat yeh
dharkanain…

:blush:

Re: zaraah dil ka haal sunoo…

hmm…aapnay shayed ghalat section main post ker diya hai…:cb:
this is not poetry section janaab…

Re: zaraah dil ka haal sunoo…



… ya phir shayad “woh” poetry section jathi hi na ho :wink:

:halo:

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

wah mamooo tussi tay kissi nouN dil day baithey :D

Re: zaraah dil ka haal sunoo…

kissi ko nahi … ussi ko …:halo:

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

teye naleye udasian wee paa ditiyan.

evil mind, nahee baitee, aisey nahee tease kertey bazurgoon ko.
:)

Re: zaraah dil ka haal sunoo…

ki kariye .. dil da jo maamla ae :hehe:

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

HI GUYS
LIFE ISHERE

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

sheynnnnnnnnnn:Salute:

Re: zaraah dil ka haal sunoo…

*** lifeeeeee …meri jaan*** :hugz:

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

how r u dadii?
i mean baji:D

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

lifeless ... ab tumko kya dil ka haal sunai ...tum hi zaraah batao apna , ..... ;)

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

lolzz enlighten me with ur dil :D

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

FYER
zaraah....or zaarahh hahaha

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

khud parhna nahen ata kia?
burger na ho tau

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

:(

Re: zaraah dil ka haal sunoo…

:halo:

Re: zaraah dil ka haal sunoo…

Too Long :bummer:

Hello ppl :wave:

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

hii

Re: zaraah dil ka haal sunoo....

Hello bulvuli
too long.... cuz its not for u

:D