Zara thehro…
k tm sy ik zarori baat krni hy
** Idhar aao…**
k rstay man khray hna hmain acha nhi lgta
Yahan baitho…
**k batain to hmaysha hm **
tasalli hi sy krty hain
Hmain iss trha mat daikho…
nhi to hm kuch keh na paiyn gay
To haan bas baat itni hy…
To haan bas baat itni hay…
Chlo choro…
agr mouqa mila to phir btaiyn gay
** …**
Fbi786
January 22, 2010, 3:27pm
5
Re: Zara thehro
itney dinon k baad nazar aaei ho.. aur yeh hi kuch kehnay k liye socha ..chalo ab ham bhi jaatey hein aur aap bhi jaao … kuch arsey k baad wapis aao aur kuch kaho aur ham bhi aa jaaein ge
Asaan urdu hy…smajh na aany ki waja???
Fbi786
January 22, 2010, 3:27pm
7
its a brain manipulating mechanism ka formula .. fikr not
Re: Zara thehro
Urdu to samaaj lehta hoon likin meri zabaan hud Pathwari hai, aur ise batain ka kya faida tha or kis ko yeh baath kerhain theh thum?
Muj se istara agaar sarrak me kuhi boltha me uska karta!
Urdu to samaaj lehta hoon likin meri zabaan hud Pathwari hai, aur ise batain ka kya faida tha or kis ko yeh baath kerhain theh thum?
Muj se istara agaar sarrak me kuhi boltha me uska karta!
me har kisi sy baat kr ri thi…
ye khush fehmi hy aur kuch ni:)
Dania
January 23, 2010, 8:21am
12
Re: Zara thehro
abhi mood nahi hai kal aana
Re: Zara thehro
abhi mera sunnay ka mood nhi phr kbhi ...........
Zara thehro…
k tm sy ik zarori baat krni hy
Idhar aao…
k rstay man khray hna hmain acha nhi lgta
Yahan baitho…
**k batain to hmaysha hm **
tasalli hi sy krty hain
Hmain iss trha mat daikho…
nhi to hm kuch keh na paiyn gay
To haan bas baat itni hy…
To haan bas baat itni hay…
Chlo choro…
agr mouqa mila to phir btaiyn gay
…
O’ bibi. Ye kounsa niya jadoo hay
Jaanu
January 23, 2010, 7:05pm
15
**it means… **
maf karo baba, khulla nehi hai…
Re: Zara thehro
thanxxxxxxxx gaporrooo:)…aisi b koi baat ni likhi jo kisi ko pasand ni aai…r muj ko bila waja ka itna sara maara:cryb:
Re: Zara thehro
Jadoo chour do or mar se bach jao