**
Aqeedatoon kay Gulaab Lamhay,
Musafatoon kay seyah pathar main dhaal,
rahay hoon ..
Mohabbatoon kay Samundaroon si,
woh gehri ankhain ,
Simaat kay Sehra Si ban rahi hoon,
Badaltay Mausam ki in Rutoon main,
Bas Itni baat Yaad rakhna,
Gayee Rutoon kay Haseen Mausam,
Meri Hateli pey rakhtay Jana!!!**