zara si baat

Re: zara si baat

mujhe kia pataa unkii hai…vaise, apun kii samajh meN jitnii aayii utnii ta’reef kar dii aur jo kamii lagii uskaa izhaar kar diyaa…:slight_smile:

vaise, unkaa email address aapke paas hai? maiN unkaa interview letaa huN! :smiley:

lol…mujhe bachchhaa kahaa thank you…ab merii shaadii meN aasaanii ho jaayegii…30 saal aur intizaar kar sakuuNgaa.

vaise, har baRii duukaan kaa har pakwaan koii zaroorii nahiiN k aalaa hii ho! 'allaamah Iqbaal kii kam 'umrii ke daur kaa kalaam kabhii nazar se guzraa hai? :slight_smile: