~*~ Zara saa muskaraa'o na ! ~*~

ghamon ki jo faseel hay woh is qadar taveel hay ghazab tau hay yeh ik nahin faseel dar faseel hay tum is kay hur mundir per arzo'un keh tail se charaagh-e-dil jalaao na zara saa muskaraa'o na zara saa muskaraa'o na

woh phir se yaad aagaya
jo rooth ker chala gaya
usay khayal bhee nahin
kisi ka dil dukha gaya
ab is kee meethi yaad main
shabbon ko jaag jaag ker
yeh ratt-jaggay manaa’o na
zara sa muskaraa’o na
zara saa muskaraa’o na

yeh ghum hamaisha aayen gay
yeh dil yunhi jalayen gay
magar khushi keh aatay hee
yeh ghum bhee bhool jayen gay
malol ho keh ghum se tum
zara palkon per yunhi
sitaray jhilmilaa’o na
yeh ansu pee bhee jaa’o na
zara saa muskaraa’o na
zara saa muskaraa’o na

:slight_smile:

bohat khoob :)

Wah kia baat hai :k:

beautiful :)

Nice :k:

woh phir se yaad aagaya
jo rooth ker chala gaya
usay khayal bhee nahin
kisi ka dil dukha gaya
ab is kee meethi yaad main
shabbon ko jaag jaag ker
yeh ratt-jaggay manaa’o na
zara sa muskaraa’o na
zara saa muskaraa’o na

Ye lo ji muskura diya na :slight_smile:

Bohat khoob :k:

:k:

zabar10 hum nay muskura deya :) ;)

sure simmooo :hug:

ye lo —> :slight_smile:

balkeh zara sa kya aap ke chehray pe muskurahat lanay k lyay hum khul ke muskura dete hayn…ye leejyay —> :biggrin:

infact hass bhee dete haen —> :hehe:

aur hass hass k lote pote bhee ho jatay hayn agar ye aap kee tabassum ka baais ban sakay —> :rotfl:

WaH:flower1:…
Thnx For Sharin:k:…

achha :slight_smile:
ap bhe zara sa musakrao na:blush:

:)

tx fellawz 4 muskarayin :slight_smile:
u know it’s a curve which sets so many thingz straight :k:

try some thin more irem :rolleyes:

Wah :~) so lovely choice yaar