Diva
1
Mein logon say mulakaton kay lamhay yaad rakhta hon
mein baatein bhool bhi jaoon tou lehjay yaad rakhta hoon
sari mehfil ki nigahain mujh pay perti hain
nighon kay havalay say woh chehray yaad rakhta hoon
zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
keh jin pay bojh mein daloon woh kandhay yaad rakhta hoon
Restored attachments:
Nain
2
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
Nighun ke hawaley se wo cherey yaad rahkta hun 
nighain hain ya Nagan ki ankhein 
jiia
3
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
sari mehfil ki nigahain mujh pay perti hain
nighon kay havalay say woh chehray yaad rakhta hoon
mujy chehre yaad nhai rehty 
Diva
4
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
^ Aur jissey mein aik dafa dekh loon bhoolti nahin

Naagin movie ki Reena Rai se mutasir hain?

nice sharing :lajawab:
Diva
7
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
Naagin movie ki Reena Rai se mutasir hain?
Abhi dekha nahin ussko ..dekhnay kay baad mazeed mutassir ho jaoon gi
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
^ Aur jissey mein aik dafa dekh loon bhoolti nahin
baaz dafah bhool jana, bhool sakna bhi aik naimat lagti hy ...
Afsos ... main is say mehroom hoon :(
jiia
9
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
me kia kron ab to kafi aankhen phar k b dekhti hun
tab b bhul jati hun 
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
wo gajni wala kaam kia kro …
photo lay k pocket main …
problem solved 
Diva
11
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
Naagin wali khusoosiyaat missing hain tum mein say 
Diva
12
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
baaz dafah bhool jana, bhool sakna bhi aik naimat lagti hy ...
Afsos ... main is say mehroom hoon :(
Aesi nemaat bhi chand khush naseeb logon ko he haasil hoti hai
jiia
13
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
Naagin wali khusoosiyaat missing hain tum mein say :D
kon c ?
Diva
14
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
kon c ?
Chehron ko dekh ker yaad rakhnay wali
jiia
15
Re: zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rivayat say
to me nagan hun 