mile kaise sadion ki pyas aur paani zara phir se kehna
badi dilruba hai ye saari kahani zara phir se kehna
kaha se chala tha judai ka saaya,nahi dekh paya
ke raste mein thi aansoOn ki rawani zara phir se kehna
mukar jaane wala kabhi zindagi men, khusi phir na pae
younhi khatam karle chalo ye kahani zara phir se kehna