Zara batao kahaN sey seekha...

http://i51.tinypic.com/1e2dqr.gif

Re: Zara batao kahaN sey seekha...

Wah... poori ghazal innayat hu tu kiya baat hay..

Re: Zara batao kahaN sey seekha...

Ghaor kia jaa sakta hey aap ki tajveez pe :)

Re: Zara batao kahaN sey seekha…

ap itni dooR se kesay taak laitey k palkiaN jhuka k koi salamkaR raha ya utha k ;p
:k:

Re: Zara batao kahaN sey seekha…

Taarrney waaley qayaamat ki nazar rakhtey heiN :wink:

Re: Zara batao kahaN sey seekha…

me ne school khola hoa hai sikhane ke leye mere se he sekha ho ga :omg:

Re: Zara batao kahaN sey seekha…

nice. :k:

Re: Zara batao kahaN sey seekha...

Beautiful.... Very well balanced and killing verse :)

Re: Zara batao kahaN sey seekha…

:hayaa:

Amal bhai bhut ache hai :slight_smile:

Re: Zara batao kahaN sey seekha…

Larki ka Jhumka aur make-up bohat shaandaar hai :cb:

She’r ki kaya T’areef karooN …umdah hai..dil-kash hai.. khoob hai :slight_smile:

Khush rahiye

Re: Zara batao kahaN sey seekha...

bohat alaa Amal:)

Re: Zara batao kahaN sey seekha…

kya hua???sach much kill ho gay???mazaq kia tha :cb:

Re: Zara batao kahaN sey seekha...

Kia naz-e-ada hai :@:

Re: Zara batao kahaN sey seekha...

wah buhat khob amal