Zanjeer

Re: Zanjeer

3 logon k haath :eek:

Fikr na kar

Hum zanjeerein torna bhi jaante hain:cool:

Re: Zanjeer

Nice sharing....

Re: Zanjeer

Nice observation Molana :salute:

Kanyadaan ho raha hai

Re: Zanjeer

jiski rafaqat kaat k le jaey unglian mere :hoonh:
us munafiq se mera hath chuaraya jaey :snooty:

Re: Zanjeer

3sra haath aap ka samajhon:hmmm:

Re: Zanjeer

Khud churalo

Hum bole thay k hath do:barbie:

Re: Zanjeer

yeh teesra kon hai?

Re: Zanjeer

Mufti e Gs

Muqawwee ji Karatshi wali sarkar

Re: Zanjeer

Karatshi wali sarkar

salam baba ggggggg

Re: Zanjeer

bataya to tha ke laRki ka kanya daan ho raha hai… ab mera iss se kia lena dena Molana Jhangvi

Re: Zanjeer

chutki kaat lo.. aap k nakhoon kis din kaam aaenge :faizy:

Re: Zanjeer

Aap utha lain to

kanya daan bhi aap hi ne ki hogi:cool:

Re: Zanjeer

aap pehle KKF uncle se kanya daan k detail le len

Re: Zanjeer

Hum ne kaha k

Kanya = larki

daan= dena

Re: Zanjeer

Kanya daan karta kon hai?

Re: Zanjeer

Hindu

Re: Zanjeer

Right.. aur Hindu main bhi laRki baap

Re: Zanjeer

Yes

Aap kabhi India gaye hain???

Re: Zanjeer

nahin.. kabhi ninja ne invite kia to chala jaonga

Re: Zanjeer

Isi wajah se Ninja chupa rehta hai:omg:

Aap kabhi Bangladesh gaye hain???