**Zameen Pe Chal Na Saka Aasman Say Bhi Gaya
Kataa K Par Ko Parinda Uraan Say Bhi Gaya
Bhulana Chaha To Bhulanay Ki Inteha Kardi
Wo Shaks Ab Mere Wehmon Guman Say Bhi Gaya
Kisi K Haath Ka Nikla Howa Wo Teer Hon Main
Hadaf Ko Choo Na Saka Our Kamaan Say Bhi Gaya
Tabah Kar Gai Pakkay Makan Ki Khwahish
Main Apnay Gauon K Kachay Makan Say Bhi Gaya
Parai Aag Main Kood Kar Kiya Mila Tujhko
Usay Bacha Na Saka Apni Jaan Say Bhi Gaya**
LP
2
Re: Zameen Pe Chal Na Saka...
Nicee...
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
ohhh LP :d
how r u ?? and thanx :d
Nain
4
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
Ye tu done hugaya ke app superman hain 
Ek baar jo zameen sey urha tu urhta hi gaya
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…

LP
6
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…

Nain
7
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
Superman ka coat utaar ke cap phen Liya ye to lunda bazaar ka nahi lag raha hai 
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
aur btayeey kesa chal raha hai sab ?? and hows weather ??
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
nahi baji ye aapse nahi liya 
Nain
10
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…

Re: Zameen Pe Chal Na Saka...
**
Kisi K Haath Ka Nikla Howa Wo Teer Hon Main
Hadaf Ko Choo Na Saka Our Kamaan Say Bhi Gaya
yani PPP ka intekhabi nishan?
**
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
lollllllll 

hru Bhaiya ji ?? kese haal ehwaal hein and Aunty Ji kesi hein ??
job kesi jaa rahi hai ? and mausam ki sunaiyeey 
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
itne saare sawalaat 
sab kushal mangal hai bhagwan ki kirpa se
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
hehehehehehhe Bhaiya ji itne dino baad jo aaya hoon wapis so sawalaat ka bandhaar hi hoga naa 
aur btayeey kya ho raha hai abhi ?? 
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
Allah ka karam hai, aap sunae outstation gaye huwe the?
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
Main to BAAMMMBBBB hoon
and ALLAH TAALA ka bohot ziada karam hai 
ji ji Bhaiya lahore gaya hua tha… 2-3 din pehle hi aaya hoon :shoaby:
aap btayeey kese halaat hein Karachi ke… suna hai mausam mast hai wahan ka aik dam 
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
Mosam ka naam na len
Habs e Beja.. Badal dekh ke ghussa aa raha hai 
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
oye hoye… ab isko judaai ka naam diya jaye ya bewafai ka ??? 
wese apni koi personal lagti hai badalon se ?? 
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
aakar barse ye chale jaen to theek… habs kiyun phela rakha hai?
Re: Zameen Pe Chal Na Saka…
aapko tang kerne ke liye 
jaitthh ke mahina ki 6 tareekh hai I guess… abhi 24 days ke baad moonsoon shuru ho jayega phir hi sukoon aayega