zameen ka bojh uthanay walay kiya howay?

A nazam from Nasir Kazmi.. i used to read alot of this books back when i was in grade 8 and 9 .. before coming to canada.. just an awesome shair.. hope you guys will like it as well

woh subho atay atay reh gayi kahan?
jo qaflay thay anay walay kiya howay?

mein unki raha dekhta hoon raat bhar
woh roshni dekhnay walay kiya howay?

yeh kaun laug hain meray idher udher
woh dosti nebhanay walay kiya howay?

yeh aap hum tou bojh hain iss zameen ka
zameen ka bojh uthanay walay kiya howay?

Re: zameen ka bojh uthanay walay kiya howay?

:k: