Zamana Yaad Tera Ay Dil E Naakam Aata Hai

Tapak Parte Hain Aansoo Jab Wafa Ka Naam Aata Hai

Wafa Tumse Karenge Dukh Sahenge Naaz Uthayenge
Jise Aata Hai Dil Dena Use Har Kaam Aata Hai

Akele Karvatein Hain Raat Bhar Bistar Pe Aur Hum Hain
Kahaan Pahlu Ko Khali Dekh Kar Aaram Aata Hai

Haseenon Me Basar Kar Di Jawani Aarzoo Humne
Lagana Dil Ka Seekhe Hain Yahi Ek Kaam Aata Hai

Re: Zamana Yaad Tera Ay Dil E Naakam Aata Hai

v nice sharing raja g :)

Re: Zamana Yaad Tera Ay Dil E Naakam Aata Hai

Yehi ik kaam aata hai umda bohta umda :k:

Re: Zamana Yaad Tera Ay Dil E Naakam Aata Hai

good one...

Wah Raji Ji Kiya Kahoo,
Raaj Karay Ga ...........

Duniyan ki sari aarzoayeN, aqal aur kitabaiN bus is aik line maiN sama jati haiN

Re: Zamana Yaad Tera Ay Dil E Naakam Aata Hai

nice sharing

Re: Zamana Yaad Tera Ay Dil E Naakam Aata Hai

bohot alaa..

Nice.

Re: Zamana Yaad Tera Ay Dil E Naakam Aata Hai

ahhana nice one

Re: Zamana Yaad Tera Ay Dil E Naakam Aata Hai

gud....

Re: Zamana Yaad Tera Ay Dil E Naakam Aata Hai

Akele Karvatein Hain Raat Bhar Bistar Pe Aur Hum Hain
Kahaan Pahlu Ko Khali Dekh Kar Aaram Aata Hai

:k:

Nikamijano, Lonely, pk786,Mubeens, Dannie, Heiress 1, Starlight, Saqi, Shani, aur ASA.......Aap sab ka bahot bahot Shukriya.