Mohsin hamarey saath bara haadsa hua..
Hum reh gaye, hamara zamana chala gaya..
Re: zamana chala gaya
passport kiyun nahin chupaya uska?
Re: zamana chala gaya
Zamana is a slave k uske paas passport hoga :no:
Wo apni marzi ka malik hai
Re: zamana chala gaya
apni marzi ke malik ke chale jane per afsos kiyun?
Re: zamana chala gaya
Afsos tou hota he hai :hinna:
Im missing bachpan now ![]()
Re: zamana chala gaya
jo mil gaya usse yaad rakh
jo chala gaya usse bhool ja
Re: zamana chala gaya
Shehzad roy k song yaad aa gaye
bhool ja bhool ja usko
jo na mila tujhko ![]()
Re: zamana chala gaya
Nice…
Re: zamana chala gaya
Kya ?
Shehzad roy k song ya wo sher ?![]()
Re: zamana chala gaya
Nhi Shair…
Re: zamana chala gaya
Shehzad roy ka song kyon nai ![]()
Re: zamana chala gaya
Main ny Ye Song suna nhi/ ya phr yaad nhi…is liya
Re: zamana chala gaya
its v v old…
Re: zamana chala gaya
Main song bohat kam hi sunta hon…