Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

**
Zamaane mein mohabbat phir huwi badnaam likh daalo
puraane bewafaon mein naya ik naam likh daalo

Likho mere lahu se aye jahan Waalo yeh afsaana
Kisi ke ishq mein phir ho gaya ek shakhs deewaana
Mohabbat ka yahi hai anjaam likh daalo

Puraani daastanon se naya Qissa nikaala hai
Mere mehboob ne bazaar mein dil baich daala hai
Mohabbat phir huwi neelaam likh daalo

Dil leke munh morna shaamil hai zamaane ki fitrat mein
Kuch Qusoor unnka tha kuch dard bhi hai apni Qismat mein
Na karna pyar shayir ka yeh kalaam likh dalo**

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

Puraani daastanon se naya Qissa nikaala hai
Mere mehboob ne bazaar mein dil baich daala hai
Mohabbat phir huwi neelaam likh daalo

Wah… Nice One Aryaan.. Tnx For Sharing :flower1:

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

Likho mere lahu se aye jahan Waalo yeh afsaana
Kisi ke ishq mein phir ho gaya ek shakhs deewaana
Mohabbat ka yahi hai anjaam likh daalo

wow ... nice ... yeh bhi likh dalo

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

boht achay..:k:

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

bhot khoobsurat Aryaan

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

very nice ....

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

GS
Sinner
HeArT HaCKeR
Dil Dhoondta
Miss^Meh

Bohat bohat shukriya pasand karne ka…:flower1: :flower2:

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

Nice one Aryaan:k:…thanx for sharing with us :slight_smile:

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

shukriya Amal .... :)

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

Aryaan Hi!

bhi wah. this is not sfficient to say.A Real good one.

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

Thanx alot Sokoon:flower2:

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

wah kya kehny… bouhat achay… :k:

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

Thanx alot AsSweetAs:flower2:

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

Puraani daastanon se naya Qissa nikaala hai
Mere mehboob ne bazaar mein dil baich daala hai
Mohabbat phir huwi neelaam likh daalo

nice ** Aryaan **.......

thnx for sharing......

Re: Zamaane Mein Mohabbat Phir Huwi Badnaam..

Thanx Reet:flower2: