~zaKhum kaisay bhi hoon kuch roz mein bhar jaatay hain~

**

dard kay phool bhi khiltay hain bikhar jatay hain
zaKhum kaisay bhi hoon kuch roz mein bhar jaatay hain
us dareechay mein bhi ab koi nahin, aur hum bhi
sar jhukaye huay chupchaap guzar jaatay hain
raastaa rokay khari hay yahi uljhaan kab say
koyee poochay to kahain kia? kay kidhar jaatay hain…

**

Another awesome selection ... **Lamhay ji** :k::k::k:

Suna hai …
Wafa deemak ban kar jinhain chaat jaati hai
Woh wafaoon ke paikar kuch aise bikhartay hain
Ke kirchiyoon mein bhi phir un ka pata nahee milta …

Suna hai …
Jab wajood raiza raiza hota hai
Tu toot phoot bahut be-awaaz hoti hai
Faqqat aik khamosh sa mausam
Aik sunsaan sa rasta, Aik weraan si saa’att
Aur aik gumnaam sa lamha
Yun hamsafar hotay hain goya sadeyoon ki rafaaqat ho …***

hummm

ahaan, nice :k:

Nice..:flower2:

beautiful::flower1:

nice one Lamhay jee and very well sung by Jagjit Singh

very nice :k:

nice

Verry Nice :k:

Thanks zawan fira, azad, Hh,vivo,manan, Daagh,koyal,koi dost and cuteepie!

very nice :flower1:

nice1:k: