Dedicated to my zabar10 friend Lamhay unkee peoms lagta aisi hi kehani sunati hai khuda unko juld sehat dey or woh thek hokar yahan dobara post kerien
zzakhm jou aap ki inayat hain
iss nishani ko naam kiya dain hum
pyar deewaar ban ke reh gaya hai
iss kahani ko naam kya dain hum
aap ilzaam dher gaye hum per
aik ehsaan ker gaye hum per
aap ki yeh bhi meherbani hai
meherbani ko naam kya dain hum
aap ko yun hi zindagi samjha
dhoop ko hum ne chandani samjha
bhool hi bhool jiss ki adat hai
iss jawani ko naam kya dain hum
raat sapna bahaar ka dekha
din hoa tou ghubaar sa dekha
be-wafa bakht be-zuban nikla
be-zubani ko naam kya dain hum :flower2:
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
karyala bemaar hay :D ... hummm khair sarra howa to woh pehlay say tha
[/QUOTE]
Thanks friends azad khabrdar go lamhay ko sara hua bola she is a good friend and she is sick now batamiz baten nahin kertey dostun key liye dua kertey hen :)