Zakham...

Jase jase guzarte hain yeh lamhe
tum aur bhi yaad atte ho
Jase jase rukti hain yeh saansein
tum aur bhi tarpatay ho
le lengay meri jaan,
thumare diye hoye zakham
dukh ase diye han tere pyar ne
hote nahi dur na hoon gay kabhi yeh kam
itne pass ho tum mere phir bhi
dard ha tanhayee ka mere ander
mere dil se na khelo iss thara tum
pyar ha iss mein bohat.. chah ke to dekho sanam.. .)

waqat kay sath sath bhool jatain haain:D

Re: Zakham…

very sweet & nice :k:

waqai dil mein urtar ne walay jazbat hein :flower1:

[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
waqat kay sath sath bhool jatain haain:D
[/QUOTE]

:) Bholtay wo hein jinoo ne kabi kisi ko dil say chaha nahi. Jo chahtay hein or martay dam tak nahi bhol tay

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *

:) Bholtay wo hein jinoo ne kabi kisi ko dil say chaha nahi. Jo chahtay hein or martay dam tak nahi bhol tay
[/QUOTE]

I have not this power to explain wht I mean:o
u r right. I know. lekin waqat kay sath bhoola na jayai to jeena mushkil hota hay & taqaza bhi hota kay bhool jao, so bhoola na bhi ja sakay to kaha jata hay,

Ja sathiya tujj ko bhula diya
Wadha kiya hasanay ka mujj ko rula diya

:D

Bhol key tujh ko zinda rehna
teri judai ka dukh sehna !!!

Mushkil hai bara Mushkil hai

:confused: :frowning:

very nice… :k:

:flower1: