Re: Zakat On Monthly Salary
sab say pehly… zakat personal istemal ki chezon par nahi di jati…
jaisay car wageera.
ager gold ko pehna ja raha hai.. to uski koi zakat nahi hai…
albatta… jab aik poora financial year (islami saal) complete hogiya… aur ab app kay pass assets hain jo zaati istemal main nahi hain.. to unki percentage kay mutabiq zakat ada ki jaye gi…
mujhy monthly wala mamls samjh nahi aa raha hia…ager iss par roshini dal dein to acha rahay ga…