[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
bata k ana tha na wesay hamarey pass red nahi white carpet hia red tu khatra ki nishani na..:p
[/QUOTE]
bata kar bhi aajiangay kabhi inshAllah :p
nahi white nahi na maila hojaiga :(
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
bata k ana tha na wesay hamarey pass red nahi white carpet hia red tu khatra ki nishani na..:p
[/QUOTE]
bata kar bhi aajiangay kabhi inshAllah :p
nahi white nahi na maila hojaiga :(
Re: --Zakahm Seena Para…
wonderfull atta ![]()
kep it up
zabardast Ata :k::k::k:
Re: --Zakahm Seena Para…
good :k: ![]()
Touchy :-(
zaberdest:k:
aap post kerein ab kuch ![]()
Nice :k:
Baadal thanks, I will definately keep it up ![]()
Dania, sukran ![]()
**Z. Umar ** shukria
Philantrop yep its too touvhy ![]()
smily thanks
chandu ![]()
kehtay haiN mujh say woh kay maiN kuch boolooN
nahiN jaantay khaamoshi maiN kiyaa qisaa maiN nay chuapaa rakhaa hay ![]()
bohoot khoob ata bhai :k:
acha bus THEEEK haiii
![]()
Here is another version for the same ghazal
sab ka shukria for liking :)
hope you will like this version as well!
Jo na hona tha wo mujhay hona parha
aaj khokar tujhay Zinda rehna parha
waqt say jo mila mujhay Seena parha
Phir khaeen shehar main chota sa ghar bana loonga
Tu saja tha kabhi uss tarah main saja loonga
Phir nayy rangoon say rang loonga uss ki deewarain
Kuch nayay khuwaab bhi gamlon main, main laga loonga
Teray Gamm ka zehar yoon bhi peena parha
Aaj khokar tujhay zinda rehna para...
Waqt marhaam hay tera zakham bhi wo bhar daiga
Bin teray jeenay kay laiq bhi mujhay wo kardaiga
Phir nayay raastay daiga wo meray qadmon ko
Phir mujhay lot kar aanay ka koi darr daigaa...
Toota sapna haan mujhay phir pirona parhaa
Aaj khokar tujhay zinda rehna parha...
Ubb teri yadoon ko mehmaan main bana loonga
Jab bhi ayangi to kuch mehfilain saja loonga
Unn kay aanay phir unn kay janay ko rafta rafta
Koi aadat si haan main to bana loonga ...
Hyy itna q mujhay tanhaa yoon hona parhaa
Jo na hona tha wo mujhay hona parha
aaj khokar tujhay Zinda rehna parha
waqt say jo mila mujhay Seena parha
:(**
^^^ :(
aap par blue face sut nahi karta
![]()
banany walay nay banya ha:p
[QUOTE]
*Originally posted by nikii: *
banany walay nay banya ha:p
[/QUOTE]
aisa to nahi haan aisa :Pretty: zaroor banaya tha :)
khoob :k: thanx for sharing :k:
![]()
![]()
Very nice...