I’m again with a very Intellectual confusion :cobra: which is belongs to gals/boys (sirf mardana naheen hay )
meri angraizi khatam aur urdu shuru ![]()
-
Daikhnay mein aaya kah jub aap Yahoo/msn par larki ban kar chatting kartay hain to achanak aik boy aap say request kartay hay friendship key aur phir thori dair baat aik girl online hoti hay kah woh maira bhai/bahan hay jo aap say doosti karna chahta hay
Kitan purana aur thaka howa tareeqa hay 
-
**Phir yahoo par yah Gs par yah FB par ya practical life mein aik girl/boy khwamkhawah dosri larki kay samnay iss Zabardasti key aashiq key taareef kar kay iss ko qayal karay ga/gi ka iss baycharay say doosti kr lo warnah yah mar jay ga **:sadaf:
Now my question is this (English) kah yaroon ittnay thakay hoye tareeqoon key illawa koi aur dosra tareeqa naheen hay kia
waisay yah saray tareeqa hay buhat kaar aamud
aur nishanay par khataak ja kar lagtay hain
![]()