yuunhee kabhee akaylay main
ik khayal saa dil main aata hay
in sa’aton kay durmiyan
unn ginat musafatain hain
kiya khabbar tum kho jaao kaheen
kiya khabar yeh saath toot jayee yaheen
main aksur yeh sochta hoon
agar yeh hooa tou kiya hoga
kiya tum mujh ko bhulla do gay?
kiya kabhee akaylay main
tunhaeeyon kay darmiyan
tumharee aankhon kay sayebaan
toot na jaain gay
kiya tum bhee
kisee kee tasweer daykh kay
yoonhe halkay say huns dou gay
phir na jaanay kis yaad kay saye talay
bikhrou gay rou day gay
kiya mayree tarha tum bhee
ik anjanee aag main jullo gay
phir bhee mayray humsafar
tum mujh say dur chullo gay
kiya chup raton main
mayree baatain tumhain rulayain gee
kiya mayray khayalat
aur mayree muhabbat kee haqeekat
sub bhulla dou gay
yeh jouu chund lumhon kee rafaqat
hum main tum main mushtarik tehree
kiya chupkay say mit jaye ge
kiya tum bhee socho gay
yeh na hota uar woh hota
kiya ik baar bicharnay kay baad
tumhain bhee milan kee lagan hogee
kiya mayra naam jo kisee kay lub pay aaya
tou tumhain ik halkee see chubban hogee
kiya main jo tumhain kabhee milla
mujhay tum pehchaan pao gay
bus yahee khauf hay jo bicharnay nahin dayta
kiya khabar tum sub buhlla baytho
aur ik saath jo hay baakee
woh bhee rayt kay ghuronday kee maanind
bikhar jaye saara
gur yoon hooa tou jaan layna
woh jo tum say abhee mil kur gaya tha
woh ajnabee mur chukka hay
ussay tum pay bohat maan tha
kay tum ub bhee uss kee yaad kay deeyae
hur shaam apnay aangun main jalatay ho
hur yaad ko bhullatay ho
phir ghunton uss mehfil main
uss sath ko sajatay ho
joh woh murr gaya hay na
tou yeh sub jaan layna
ussay tub tou apna maan layna
ussay tub tou apna maan layna!!!
this is depressing :-<
Re: yuunhee kabhee akaylay main
[QUOTE]
*Originally posted by Juni^boY: *
yuunhee kabhee akaylay main
ik khayal saa dil main aata hay
in sa'aton kay durmiyan
unn ginat musafatain hain
kiya khabbar tum kho jaao kaheen
kiya khabar yeh saath toot jayee yaheen
main aksur yeh sochta hoon
tunhaeeyon kay darmiyan
tumharee aankhon kay sayebaan
toot na jaain gay
kiya tum bhee
kisee kee tasweer daykh kay
yoonhe halkay say huns dou gay
phir na jaanay kis yaad kay saye talay
bikhrou gay rou day gay
kiya mayree tarha tum bhee
ik anjanee aag main jullo gay
phir bhee mayray humsafar
tum mujh say dur chullo gay
yeh jouu chund lumhon kee rafaqat
hum main tum main mushtarik tehree
bus yahee khauf hay jo bicharnay nahin dayta
kiya khabar tum sub buhlla baytho
aur ik saath jo hay baakee
woh bhee rayt kay ghuronday kee maanind
bikhar jaye saara
gur yoon hooa tou jaan layna
woh jo tum say abhee mil kur gaya tha
woh ajnabee mur chukka hay
ussay tum pay bohat maan tha
kay tum ub bhee uss kee yaad kay deeyae
hur shaam apnay aangun main jalatay ho
hur yaad ko bhullatay ho
phir ghunton uss mehfil main
uss sath ko sajatay ho
joh woh murr gaya hay na
tou yeh sub jaan layna
ussay tub tou apna maan layna
ussay tub tou apna maan layna!!!
[/QUOTE]
V nice thanks 4 sharing...............:)