Yuun hi to Shaakh say patay gira nahin kartay

Yuun hi to Shaakh say patay gira nahin kartay
bichar kay laog ziyada jiya nahin kartay

Jo aanay walay hein moasam unhein shummar rakh
jo din guzar gay un ko gina nahin kartay

Na dekha jaan kay us ney koi sabab hoga
isee khayal say hum bura nahin kartay

Woh mil gaya to kiya kisa-e-farak kahein
Khushi kay lamhoon ko yuun bay maz nahin kartay

Nishat-e-kurb, ghum-e-hijir kay ewaz nahin maang
Duaa kay naam pay yuun bad duaa nahin kartay

Humaray katal pay mohsan yeh pesh-o-pas kaisee
Hum aisay laog talab khoon baha nahin kartay.

wah wah wah boht achei boht hi achei :)

Wah…Its a beautiful ghazal :k:

bhut khoob :k:

very Nice :)Thanks for sharing

Thanks for liking my contribution....and for your good replies .

very nice :k:

nice :k:

Re: Yuun hi to Shaakh say patay gira nahin kartay

beautiful:k::slight_smile:

yuun hi to Shaakh say patay gira nahin kartay
bichar kay laog ziyada jiya nahin kartay

bahut hi khoob gr8!

Good one !

bhut achay:k: