Yunn hasratoon kay dagh

Re: Yunn hasratoon kay dagh

^ Khub Sajal waisy mera dil ye gana AQ ky nam kerny ko chah raha hy:wink:

Re: Yunn hasratoon kay dagh

Jis kay marzi naam kar dou hamari taraf say ijazat hai.

in se ye tou ap ne poocha hee nahi ke ye kis ke naam tha?

Sajo ny tu kisi ka nam nahi likha tha:DTum se poch lyty hain kis ky nam kerna chahu gy:wink:

kisee ke dil ki gehraiyoon ko main kesey pehchaan sakta hoon bhala

**
Andaza bhi kisi chiriya ka nam hy:fifa:**

haan hai na par uss chiriya ke parr nahi hain

Re: Yunn hasratoon kay dagh

Sajal baji, itna dukhi gana, aankho sai khoon kai ansoo behnai lagai hai merai :(

lagta hai dil ka aur ankhon ke connections main kaheen mix up ho gya hai :hehe:

main ny jab is ki post perhi tu aysi :confused:thi kuch samjh main nahi aiya or abb :rotfl:

hamara maqsad kisi ko dukhi karna hargiz nahi tha. :(

Ab tu ker diya:omg:@:frowning:

tumhe mere blue face pay hansi aa rahi hai? :hoonh:

Or kiya rona aay itny baghyr bat sanjeeda or ranjeeda face ko dykh ker(hansi roking):cb:

Re: Yunn hasratoon kay dagh

^Kisi ki jaan gaye, aap ki ada thehri. :teary1:

Re: Yunn hasratoon kay dagh

wah wah , mashallah , aap ka tau adbi/sheri zauq bhee khoob hai :k:

Re: Yunn hasratoon kay dagh

^Shukria