Lamhay
1
**
YUNH MERAY BAAD…
Pardh kay har aankh salami mein dey dheroon ansoo
Yoon meray baad meri halat-e-abtar likhna
Jisay shab-o-roz sanwara ho bas khizaoon nay
Wo borhay perh saa haan mera muqadar likhna
Kya mila osay ta-omer jo poojta raha pathar
Dil uski yaad ka ujraa hoa mandar likhna
Mausame-e-hijar, tan pe aik gham ki chadar
Bin uskay chahae ta-umer jo ghurbat likhna
Na likhna meri koi faryad na koi nala
Haan duaoon mein meri usko salamat likhna
Na likhna naam mera na meri zindagi ki koi yaad
Meray kutbay pay faqat lafz QAYAMAT likhna…!!
**
koiDost
2
Re: Yunh Meray Baad......!!
Wah! Bahut khoob Lamhay ..Dil kush kardiya aap nay :-)
Re: Yunh Meray Baad…!!
buhat achchay ..thanx for sharing Lamhay dear 
Re: Yunh Meray Baad......!!
Na likhna meri koi faryad na koi nala
Haan duaoon mein meri usko salamat likhna ...
Aameen !
Thanks for sharing Lamhay ... Its wonderful !
Re: Yunh Meray Baad…!!
Very Nice… Tnx for sharing Lamhay 
IS
6
Re: Yunh Meray Baad......!!
*BOhat Khoob *
Azad
7
Re: Yunh Meray Baad......!!
hummm
abb Ba'ad chabane ke ma'kr kahein koi kia karay
Aik neem charr'hay ko faqt abb karyla lekhna