Yun koi tanha nahi hota

yun koi tanha nahi hota
chaah ker bhi koi juda nahi hota
mohabbat ko tu majburian le dobti hain
warna khushi se koi bewafa nahi hota

Re: Yun koi tanha nahi hota

Wah wah ...

Great one !

Re: Yun koi tanha nahi hota

so true

Re: Yun koi tanha nahi hota

:smack: yeh sms kitni dafa parhna paray ga :stuck_out_tongue:

Re: Yun koi tanha nahi hota

tu kis ne kaha hai aap ko parney ko
yahan koi board tu nahi laga tha ke Mr lonely yahan a ker plz mera sms parhie

Re: Yun koi tanha nahi hota

*Very Nice *
*b/w welcome back *
*aaj aap kafi dino k baad poetry section mai koi post kar rahi hain *

Re: Yun koi tanha nahi hota

thanku
han kafi dino baad ai hon becoz i wasn't feeling alrite

Re: Yun koi tanha nahi hota

^ Welcome **
*Oh how are u feeling now *
**i hope wish and pray k will b fine and shine inshaALLAH 100%

Re: Yun koi tanha nahi hota

im fine now n thanku for ur prays

Re: Yun koi tanha nahi hota

kabhi jo pyar se baat ki ho :teary2:
loenly logoon ko tang karna achi baat nahi hoti :snooty:

Re: Yun koi tanha nahi hota

nice one… :k: