Re: your tongue is your worst enemy…merii ek Ghazal kaa matl’a
vo is liye k maiN jo dekhtaa huN use mushaahida samajh ke dil o dimaaGh o chashm meN maHfooz kar letaa huN
mushaahidaat hii insaan ke tajurbe huaa karte haiN aur ek tajurbaa kaar jab baat kartaa hai to us meN vazan hotaa hai…baRii bhaarii baat kahtaa hai … lol … magar, aisaa kahne waalaa:
**
shaa’ir thaa, maiN na thaa!!! **![]()