your tongue is your worst enemy...merii ek Ghazal kaa matl'a

Re: your tongue is your worst enemy…merii ek Ghazal kaa matl’a

hahaha…vaise, baqaul Ghalib agar HaseenaayeN baGhair kisii hathiyaar ke bhii maidaan-e-jang meN aa jaayeN to bhii faateH hoNgii…kiuN k:
**
is saadgii pe kaun na mar jaaye, ai Khudaa!
laRte haiN aur haath meN talwar bhii nahiiN!** :smiley: