your tongue is your worst enemy...merii ek Ghazal kaa matl'a

Re: your tongue is your worst enemy…merii ek Ghazal kaa matl’a

lol…janaab, unkii aaNkheN to ek dukaan haiN jahaN nazroN ke teer, aaNkhoN ke aare, muskaan kii talwaar, maar-e-zulf, nazar kii bijliyaaN, qadmoN ke bomb vaGhaira vaGhaira! :cb: