Your Help/Submissions Needed

Haan Shikra bhai Ladies ko chahyay kay wo buchchon kay ya kisi male kay awaz main apnay message record karwain aur picture bhi apni denay k bajaay kisi buchchay ki ho Niece, Nephew, Own, Cousins, Siblings naheen to mohallay walon kay hi sahi.

Non Pakistani bhi apnay baray main mention karain kay wo kahan kay hain (Country) aur Pakistan kay is din pay apna yay message dey rahay hain.