zinda thay toh kisi ne paas bhi nahi bithaya
ab sab paas bethe jaa rahe thy
pehle kisi ne rumal bhi nahi diya
ab kapdhe odhaye jaa rahe thy
sabko pata hai ki ab unke kam k nahi hum
fir bhi bechare duniyadaari nibhaye jaa rahe thy
zinda thy toh kisi ne kadar nahi ki
ab munh mein ghee dale jaa rahe thy
zindagi mein ek kadam sath nahi chala koi
ab phulo se saja k kandhe pe leja rahe thy
ab pata chala mout kitni behtar hai zindagi se
hum toh yun hi bas jiye jaa rahe thy
Sannan
3
Re: Younhi
zinda thay toh kisi ne paas bhi nahi bithaya
ab sab paas bethe jaa rahe thy
Bhai ittna dukh 
BOL movie to naheen daikh li 
Re: Younhi

Aisa na hon mjhe romantic poetry share krni par jaye phr idhar bhe 
Re: Younhi
Bol movie main aisa kia hai? 
Re: Younhi
Apko hamesha explanation deni parti hai
Sannan bhai send kr day inhay woh poetry 
Sannan
11
Re: Younhi
acha kuch ziyada romantic naheen hay waisay leekan aqar muqa bhai israar kartay hain to sat bismillah 
Re: Younhi
Bus unko smjh ajaye uska asal matlab 
Sannan
13
Re: Younhi
bhaij to di hay lagta hay kho chukay hain uss kay sahar main 
Re: Younhi
Aisa he lg rha hai mjhe bhe :cobra:
Sannan
18
Re: Younhi
tou phir post kar dain idhar poetry :cobra:
Re: Younhi
Sorry we don’t have a third sub-forum in poetry 
Sannan
20
Re: Younhi
yah to new talent ka dil tornay walli baata hoi na 