youn tera mujh se raabta rakhna,
thora thora sa faasla rakhna,
teray ehsaan kabhi na kam houn ge,
jaari zakhmon ka silsila rakhna,
is ka merhum mein le ke aaounga,
saamne dil ka aabla rakhna,
dil ko meray kiya bohat zakhmi,
yeh bhi kehtay ho keh hosla rakhna,
yeh bhi kaar-e-azeem hai mohsin,
zinda rehnay ka hosla rakhna.
Re: youn tera mujh se
[QUOTE]
*Originally posted by zZeHrEeLa!!: *
youn tera mujh se raabta rakhna,
thora thora sa faasla rakhna,
teray ehsaan kabhi na kam houn ge,
jaari zakhmon ka silsila rakhna,
is ka merhum mein le ke aaounga,
saamne dil ka aabla rakhna,
dil ko meray kiya bohat zakhmi,
yeh bhi kehtay ho keh hosla rakhna,
yeh bhi kaar-e-azeem hai mohsin,
zinda rehnay ka hosla rakhna.
[/QUOTE]
very nice