youn chup rehnaa Theek nahein

** youn chup rehnaa Theek nahein koe metheei baat karo mour chakor papihaa *koyal* sab ko maat karo

saavan too mann baggiyaa sai bin barase beet gayaa
ras main Doobai naghmai ke ab tum barasaat karo

hijr ke ikk lambee manzil ko jaanai wala houn
apane yaadoun ke kuchh saaye mere saath karo

main kiranoun ke kaliyaan chuna kar seej banaa loun gaa
tum mukhrdai kaa chaand jalaao raushan raat karo

piyaar burre shai naheen hai lekin phir bhe yaar “Qateel”
galle-galle taqaseem na tum apanai jazabaat karo .
**

metheei baat hummm moti chor ke ladu???

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
metheei baat hummm moti chor ke ladu???
[/QUOTE]
hmmm... I knew that, check my Signature .... :p

issi liay hum nay aap ke dil main phottnay walay laddu’ ki baat nahi k :devil:

:bummer: unke baat na he chirdai tu behtre hai … …

acha nahi rehtii chupp :bukbuk:

:smiley:

p.s. really nice…:k::k:

tumharai lia naheen thee… :mocking:

PS thanks :slight_smile:

nice… :k: