Yoon na mil humse khafa ho jaisay...

http://www.angeleyes2.com/platinum/images/hol/mar6.jpg

**Yoon na mil mujse khafa ho jaisay
Sath chal mauj-e-saba ho jaisay

Logh yoonh dekh kay huns detay hain
Tu mujay bhool gaya ho jaisay

Sharam ko shirak ki haad tak na bharha
Yoon na mil humse khuda ho jaisay

Maut bhi aayi to iss naaz kesath
Muj pay ihssan kiya ho jaisay

Hichkiyan raat ko aati hie gayin
Tu nephir yaad kiya ho jaisay

Zaisat yoon beet rehi hai Danish
Ik bayjuram saza ho jaisay

Re: Yoon na mil humse khafa ho jaisay…

wasay “ishna” sis is img say to nahi lagta kay woh khafa hain ;)heheh
anywayz
nice post :slight_smile:

CHando;) g ap ko be khafa honay ka tareeqa nahi ata abhi is leay pata nahi chal raha ap ko....;-)

:k: bhut khoob

well chand chehra ji meri nazar se dekhein gee to apako khafa hie nazar aaye gaa..by the way ishna kehnay se mujay yeh laga hai kay aap mujay janti hain thats very good :)..aap mahrooo???

hum app say khafa nahiN haiN :p
btw Thanks for sharing:~)

[QUOTE]
*Originally posted by Dur-e-Suman: *
well chand chehra ji meri nazar se dekhein gee to apako khafa hie nazar aaye gaa..by the way ishna kehnay se mujay yeh laga hai kay aap mujay janti hain thats very good :)..aap mahrooo???
[/QUOTE]

hmmm gi main Mahroo hi ho :) ap kub pak say wapis aye ???

main pakistan kab gayi thi??? abhi to jana hai december main ..summer main jana tha lekan war problems ki waja nehi ka saki

Re: Yoon na mil humse khafa ho jaisay...

[QUOTE]
*Originally posted by Dur-e-Suman: *

Zaisat yoon beet rehi hai Danish
Ik bayjuram saza ho jaisay
[/QUOTE]

sigh

Buhat Khoob :k:

hmmmmmmmm goood goooooood

VERY HEART WARMING.. THANKS FOR SHARING.

Maut bhi aayi to iss naaz kesath
Muj pay ihssan kiya ho jaisay

very nice:)