Sadaf
1
ke PG ki light challi gaie hai andheray main tatolnay wali smilie
AQ khan ko neend aa gaie hai 
Redroses ko garmi lag gaie hai
Sac ka patient usay awazain detay daitay apnay hawas kho baitha hai
sab idher ke udher aur udher ke idher challay gaey hain 
kitni ronaq thi adha ghanta pehlay
AQ
2
Re: Yoon lagta hai
Zindagi shamm’a kee maaniNd jalaataa hooN Nadeem
bujh to jaaouN gaa magar subhu tau kar jaaouN gaa 
Sadaf
3
Re: Yoon lagta hai
On this note I think its time to change my avatar again
AQ
4
Re: Yoon lagta hai
yukh :yukh: kinna ganna avatar hai yuk yuk
it reminded me of a yuk yuk thingie .. yuckyyyyyyyy
Sadaf
5
Re: Yoon lagta hai
:( acha phir khud bata do konsa rakhoon
Re: Yoon lagta hai
uff yea kia ho raha hai mai Anwaar Qureshi ko Sadaf samajh rahi thi
aur Sadaf baji ko koi aur 
Sadaf
9
Re: Yoon lagta hai
Mera kaikra mujhay wapis karo 
Re: Yoon lagta hai
hosla nahi raha jab se shaam pe hamla kia hai israil ne 
waise kal mai avenue gaii thi 250 dhs ki shoppin ker ke aii 
P_G
13
Re: Yoon lagta hai
bohat buraa kia meray sath app loggoN nay main app sub ko kabhi mauf nahi keroon geeeeeeeeeeeeeeeeeee
mere light chalee gayee theee * zor zor say roying *
main 3 ghantay germee main akylee khans khnas ker khatum ho gayee * maskeen see shkal banaing *
kissi baymaar kay sath yeh salook kerna kahan ka insaaf hay
Dunya waloo mujhay hi sab dooo
werna main chair say kood ker jaan day doon gee
ab main ja rahee ho soonay ... i m feeeling tierd : (
Sadaf
15
Re: Yoon lagta hai
Shaam pe nahin Lebanon pe 
Oye Saks fifth avenue pe to aik toffee bhi 250 Dhs ki nahin milti.. Yeh aap kidher challi gaie thi 
Sadaf
18
Re: Yoon lagta hai
Okay me going now, bacha school se anay wala hai 
Will check later.
Re: Yoon lagta hai
lo aap ko shaam ka nahi pata
kal mainey tv per khud slide dekhi shaam per bhi manhoos ne kia hai
mai Avenue per toffee laine nahi gaii thi 
Re: Yoon lagta hai
sadaf - main hoona :roman: