.....yooN hota to kya hota?

Na tha kuchch to KHuda tha,kuchch na hota to KHuda hota
Duboya mujhko hone ne,na hota maiN to kya hota ?

Huaa jab GHam se yooN behis to GHam kya sar ke kaTne ka
Na hota gar juda tan se to zaanooN par dhaRa hota

Huee muddat ke ‘GHalib’ mar gaya par yaad aata hai
Wo har ek baat pe kehana, ke yooN hota to kya hota ?

-Ghalib

:k:

Re: .....yooN hota to kya hota?

[QUOTE]
*Originally posted by Jaan Lewaa: *

Na tha kuchch to KHuda tha,kuchch na hota to KHuda hota
Duboya mujhko hone ne,na hota maiN to kya hota ?

Huaa jab GHam se yooN behis to GHam kya sar ke kaTne ka
Na hota gar juda tan se to zaanooN par dhaRa hota

Huee muddat ke 'GHalib' mar gaya par yaad aata hai
Wo har ek baat pe kehana, ke yooN hota to kya hota ?

-Ghalib
[/QUOTE]

bohat khoob janab

:k: Thanks for sharing … :k:

:k:

Waaah...

J.Lewaa Bro good one :k: thanx for sharing :slight_smile:

Bohet Khoob :k:

thx for sharing

aur Zu kia haal hain aap kay.

Allah ka shukar Thanx :)

:k:

thanx all