Yoo.n hum ney Hasil-e-hayat mulakat ki
Na jee bhar k dekha na kuch baat ki
her pal jo mousamoo.n ki tarah rang badal gaya
kiyoon zeest hum ney namm pey us k sabat ki
subah bahara.n tujh sey nahi aab koi gila
khud hun ney rasty main khari apny raat ki
daamn kisi ka, jo hai tahe dast kia bhary
sab Jaan k bhi naam pey kisi k hayat ki
ilzam mery miitny ka us per na jasaky
wehshat ko waqaf hum ney apni zaat ki
her ghum bach k qurb-e-manzil kafila luta
hoi khabar na hameen Jaan akhari ghaat ki