I am looking for that post with the Indian film stars where they are shown as young and really old…I saw it a couple of days ago but it’s vanished…Reward is due for the one who searches it out…
apun ke paas phaaltu time nahin:p
[QUOTE]
*Originally posted by ShaRaRa: *
apun ke paas phaaltu time nahin:p
[/QUOTE]
To khaali peeli main meray maafiq laphra kiyu karta hai ai? Ziasti nahin nahin to kanpatti par gunpati laga doonga haan...
![]()
chal chal bare dekhe:D
![]()
hahahahahaha!
urdu bari achi tareeqay sey boli jaa rahi hai
hey hey pangaa naheen,.....
.... pangaa nahee karne kaa haan...... bolaa na tere ko.
ab phutaa khaa ne kaa varna khallaas kar daale gaa sabko kyaa samjhe. :P
j/k
lajuvab bahi whats so special abt those imgs yaar?
[QUOTE]
*Originally posted by MAREEZ_E_ISHQ: *
hey hey pangaa naheen,.....
.... pangaa nahee karne kaa haan...... bolaa na tere ko.
ab phutaa khaa ne kaa varna khallaas kar daale gaa sabko kyaa samjhe. :P
j/k
lajuvab bahi whats so special abt those imgs yaar?
[/QUOTE]
Kiya tum bhai log yaar pehla mughaz pherta hai phir ajoo bajoo aata hai...Yaar mere ko apna wo poto nahin hai, apna kuch jaan pehchaan maafiq bhejnaa mangta, kiya? Ab tere ko to maalom hai yaar, kaisa apun tafreeh aadmi hai kiya?
lajawab bahi aap aik baat bhool gaye ...poochain kia ;)
[QUOTE]
*Originally posted by Lash Pash!!: *
lajawab bahi aap aik baat bhool gaye ...poochain kia ;)
[/QUOTE]
Kia?