yo dil say kisi dard ka pemaa-n nahi kartay

*

yo dil say kisi dard ka pemaa-n nahi kartay
ab jaan pay bani bhi hai to darma’n nahi kartay

har yaad ko yoou zakhm banatay nahi dil ka
har teer ko pay-wast-tay rag-e-jaan nahi kartay

asa bhi tu rakhtay nahi khanjar pay glue ko
itna bhi to qatil ko pasheman nahi kartay

kub shamain jalata hai shab-e-mah main koi
to aye to hum ghar main chiragha’n nahi kartay

logo ko guman tak nahi hota hai janoo-n ka
hum dil ki tarha chaaq gir-e-ban nahi kartay

buhat khoob :k:

Bohat khoob. :k:

v nice shabo.....:)

:k:

Bohhhhhat khoob…:k:

bohat shukriya :)