Re: yi qafas hy ..qabar hy ya ghar mera???
kia kal se bijli nahin aai aap ke haan?
Re: yi qafas hy ..qabar hy ya ghar mera???
darwaza khol ker dekhein patta chal jaye ga.
Re: yi qafas hy ..qabar hy ya ghar mera???
ghar tera
mager bijili nahi ![]()
Re: yi qafas hy ..qabar hy ya ghar mera???
jahan koe apna na ho to woh ghar nahin rehta,qaid khana ban jata hai
Re: yi qafas hy ..qabar hy ya ghar mera???
jab ape begane bunte hain to qiadkhane bhi ache lagne lagte hain